Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi


Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi;
Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi;
Mehki Fiza K Khushboo Mein Jo Dekha Pyaar Ko;
Bas Yaad Kisi Ki Aayi Aur Rulati Chali Gayi!