Mahekta Hua Jism Tera Gulab Jaisa Hai;
Neend Ke Safar Mein Tu Khwaab Jaisa Hai;
Do Ghoont Pee Lene De Aankhon Kee Mastiyan;
Nasha Teri Aankhon Ka Sharaab Jaisa Hai!
Tag: eyes shayari in hindi
Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum
Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum
Kya Jaroorat Thi Aajmane Ki
Yoon Hi Behosh Pade Hai Teri Rahon Main
Kya Jaroorat Thi Alag Se Muskurane Ki…
Tumhari Aankhon Ki Kya Taarif Karon
Tumhari Aankhon Ki Kya Taarif Karon
Bas Inme Doob Jane Ki Khwahish Hai
Pehle Hi Teri Ada Ke Deewane Hain
Ab Kis Baat Ki Gunjaish Hai.
प्यार की अलग अलग स्टेज के लिए शायरी - लव के स्टार्ट होने से ब्रेकअप तक
- Shayari To Admire Beauty of Girlfriend
- Shayari To Impress Someone
- Shayari To Propose For Love
- Shayari When Breakup But Still hope
- Shayari When Breakup Permanently
- Shayari When Dreaming About Perfect Love
- Shayari When Fall In Love
- Shayari When Feeling Lonely
- Shayari When Heart Broken
- Shayari When In Love (Romance)
- Shayari When Love At First Sight
- Shayari When Lover Starts Ignoring You
- Shayari When Missing Someone
Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota Hai
Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota Hai
Aankhon Main Chhalakta Jaam Hota Hai
Talwarron Ki Zarurat Wahan Kaisay
Jahaan Nazro Se Qatl-E-Aam Hota Hai.
Aankho ki chilman mein h adaye hazar
Aankho ki chilman mein h adaye hazar,
wo insaan hi kya jise hua na kabhi pyar.
Aapki Aankhen Uchi Hui To Dua Ban Gai
Aapki Aankhen Uchi Hui To Dua Ban Gai
Neechi Hui To Haya Ban Gai
Jo Jhuk Kar Uthi To Khata Ban Gai
Aur Uth Kar Jhuki To Ada Ban Gai…
Hoth unke gulbarg se badhkar
Hoth unke gulbarg se badhkar,
Aankhe unki phool kawal ke.
Kabhi Waqt Duba Kabhi Hum Dube
Kabhi Waqt Duba Kabhi Hum Dube,
Teri Akhon Ko Log Bhi To Jheel Kaha Karte The.
Bade Beabroo Bane Pyar Ki Khatir Hum,
Tere Kuche Main Bankar Hum Dhul Raha Karte The.
Unki Akhon Se Peete The Hum May Ke Pyale
Unki Akhon Se Peete The Hum May Ke Pyale,
Suna Tha Woh Bhi He Hamko Chahne Vale.
Haseen Dastan Ki Umer Choti Hoti He Aksar,
Aaj Bethe He Veerane Main Yaddon Ko Sambhale.
Mast aankhe udhar teri, labrej idhar sagar
Mast aankhe udhar teri, labrej idhar sagar,
lad jaye n aye saki, paimana se paimana.