Aapki Yaad Na Aaye, To Hum Bewafa,
Aap Bulao Aur Na Aaye, To Hum Bewafa,
Hume Marne Ke Liye Zeher Ki Zarurat Nahi,
Ek Bar Nazar Fer Lo, Na Mar Jaye To Hum Bewafa!
Tag: bewafa sher o shayari
Bewafa Shayari 4 Lines – Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya
Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya;
Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya;
Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza;
Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya!
Bewafa Shayri In Hindi – Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har Koi Apny Maqsad Ka Talabgar Mila.
Bewafa Shayari 4 Lines – Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya
Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya,
Khali Hi Sahi Hathon Me Jaam To Aaya,
Main Hoon Bewafa Sabko Bataya Usne,
Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!
Bewafa Poetry In Hindi – Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har Koi Apny Maqsad Ka Talabgar Mila.
Bewafai Sher O Shayari – Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya
Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya,
Nahi Jante The Ki Humne Kuch Galat Kiya,
Wo Pyaar Ka Wada Humse Karke Mukar Gaye,
Khair Unki Bewafai Se Kuch To Sabak Liya.
Bewafa Poetry In Hindi – Juda hony k mosam me juda hona Zarori tha
Juda Hony K Mosam Me Juda Hona Zarori Tha
Najany Q Kisi Ka Bewfa Hona Zaruri Tha
Mere Dil Ne Jo Is Ko Poojany Ki Intha Kr Di
To Phir Us Bewafa Ka Bhi Khuda Hna Zaruri Tha
Bewafa Shayari 2 Lines – Kaam Aa Saki Naa Apni Wafayein To Kya
Kaam Aa Saki Naa Apni Wafayein To Kya Karein;
Us Bewafa Ko Bhool Naa Jayein To Kya Karein!
Bewafai Hindi Poetry – Khuda Ne Kaash Muhabbat Banaayi Na Hoti
Khuda Ne Kaash Muhabbat Banaayi Na Hoti
Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyaar Ki Ruswaayi Na Hoti
Kaash Unke Dil Mein Zara Si Wafa Hoti
Toh Iss Tarah Mere Saath Bewafayi Na Hoti….
Bewafa Shayari 2 Lines – Kitni ajeeb judai thi ki tujhe
Kitni Ajeeb Judai Thi Ki Tujhe Alvida Bhi Na Keh Sake,
Teri Sadgi Me Itna Fareb Tha Ki Tujhe Bewafa Bhi Na Keh Sake.