Teri aankhon ke ye jo pyale hain,
Meri andheri raaton ke ujale hain,
Peeta hoon jaam par jaam tere naam ka,
Hum to sharabi be-sharab wale hain..!
Tag: best Sharaab shayari
Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka
Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka;
Hosh Dono Mein Koh Jate Hai;
Fark Sirf Itna Hai Ke Sharab Sula Deti Hai;
Aur Mohabbat Rula Deti Hai!
Maikhane Saje The, Jam Ka Tha Daur
Maikhane Saje The, Jam Ka Tha Daur;
Jam Me Kya Tha Ye Kisne Kiya Tha Gaur;
Jam Me Gum Tha Mere Armano Ka;
Aur Sab Kahe Rahe The Ek Aur, Ek Aur!
प्यार की अलग अलग स्टेज के लिए शायरी - लव के स्टार्ट होने से ब्रेकअप तक
- Shayari To Admire Beauty of Girlfriend
- Shayari To Impress Someone
- Shayari To Propose For Love
- Shayari When Breakup But Still hope
- Shayari When Breakup Permanently
- Shayari When Dreaming About Perfect Love
- Shayari When Fall In Love
- Shayari When Feeling Lonely
- Shayari When Heart Broken
- Shayari When In Love (Romance)
- Shayari When Love At First Sight
- Shayari When Lover Starts Ignoring You
- Shayari When Missing Someone
Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa Gaya
Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa Gaya
Pyase Ke Hath Mein Aaj Jaam Aa Gaya
Dole Kadam To Gire Unki Bahon Main Ja Ke
Aaj To Peena Bhi Hamare Kaam Aa Gaya
Tohfe Mai Mat Gulaab Lekar Aana
Tohfe Mai Mat Gulaab Lekar Aana;
Meri Qabr Par Mat Chiraag Lekar Aana;
Bahot Pyaasa Hoon Barso’n Se Main;
Jab Bhi Aana Sharaab Lekar Aana!
Gham Is Kadar Barhey Ke Mein Ghabra Ke Pee Gaya
Gham Is Kadar Barhey Ke Mein Ghabra Ke Pee Gaya;
Is Dil Ki Be-Basi Pe Tarss Kha Ke Pee Gaya;
Thukra Raha Tha Mujh Ko Bari Der Se Jahan;
Main Aaj Sab Jahan Ko Thukraa Ke Pee Gaya!
~ Sahir Ludhianvi
Peenay Dai Sharab Masjid Main Baid Kay Ghalib
Peenay Dai Sharab Masjid Main Baid Kay Ghalib;
Ya Woh Jaga Bata Jahan Khuda Nahin Hai!
~ Mirza Ghalib
Yu Toheen Naa Kar Sharaab Ko Kadwa Keh Kar
Yu Toheen Naa Kar Sharaab Ko Kadwa Keh Kar;
Zindgi Ke Tajurbe Sharaab Se Bhi Kadwe Hote Hein!
Gham is kadar mila ki ghabra ke pee gaye
Gham is kadar mila ki ghabra ke pee gaye,
Khushi thodi si mili to mila ke pee gaye,
Yun to naa thi janam se peene ki aadat,
Sharab ko tanha dekha to taras khaa ke pee gaye.
Kuch Bhi Bacha Na Kehne Ko Har Baat Ho Gayi
Kuch Bhi Bacha Na Kehne Ko Har Baat Ho Gayi;
Aao Kahin Sharab Piyein Raat Ho Gayi!
~ Nida Fazli