Gumnami Ke Andhere Me Tha
Ek Pehchaan Bana Diya
Duniya Ke Gum Se Mujhe
Unhone Anjaan Bana Diya
Unki Aisi Kripa Huyi Ke
Guru Ji Ne Mujhe Ek Achha
Insaan Bana Diya
Category: Shayari For Teacher
Shayari For Teachers – Aapse Hi Sikha, Aapse Hi Jaana
Aapse Hi Sikha, Aapse Hi Jaana,
Aap Hi Ko Humne Guru Hai Maana,
Sikha Hai Sab Kuch Aapse Humne,
Kalam Ka Matlab Aapse Hai Jaana
Shayari For Teachers – Guru Tere Upkar Ka
Guru Tere Upkar Ka,
Kaise Chukau Main Mol ?
Laakh Keemti Dhan Bhala.
Guru Hain Mera Anmol….
प्यार की अलग अलग स्टेज के लिए शायरी - लव के स्टार्ट होने से ब्रेकअप तक
- Shayari To Admire Beauty of Girlfriend
- Shayari To Impress Someone
- Shayari To Propose For Love
- Shayari When Breakup But Still hope
- Shayari When Breakup Permanently
- Shayari When Dreaming About Perfect Love
- Shayari When Fall In Love
- Shayari When Feeling Lonely
- Shayari When Heart Broken
- Shayari When In Love (Romance)
- Shayari When Love At First Sight
- Shayari When Lover Starts Ignoring You
- Shayari When Missing Someone
Shayari For Teachers – Shanti Ka Padhaya Path, Agyaan Ka Mitaya Andhkar
Shanti Ka Padhaya Path, Agyaan Ka Mitaya Andhkar
Guru Ne Sikhaya Humein, Nafrat Par Vijay Hain Pyaar
Shayari For Teachers – Budhiman Ko Buddhi Deti Aur Agyaani Ko Gyan
Budhiman Ko Buddhi Deti Aur Agyaani Ko Gyan
Seeksha Se Hi Ban Sakta H Mera Desh Mahaan
Shayari For Teachers – Guru Bramma Guru Vishnu, Guru Devo Maheshwara
Guru Bramma Guru Vishnu, Guru Devo Maheshwara,
Guru Shakshath Tharabramma, Thasmaishree Guruve Namaha..
Shayari For Teachers – Nahin Hain Shabd Kaise Karoon Dhanyavaad
Nahin Hain Shabd Kaise Karoon Dhanyavaad,
Bas Chahiye Har Pal Aap Sabka Aashirvaad,
Hoon Jahan Aaj Mai Usme Hain Bada Yogdaan,
Aap Sabka Jinhone Diya Mujhe Itna Gyaan.
Shayari For Teachers – Mata Guru Hain, Pita Bhi Guru Hain
Mata Guru Hain, Pita Bhi Guru Hain,
Vidyalay Ke Adhyapak Bhi Guru Hai
Jisse Bhi Kuch Sikha Hain Humne,
Humaare Liye Har Wo Shaks Guru H
Shayari For Teachers – Guru Ka Mahetv Kabhi Hoga Na Kum
Guru Ka Mahetv Kabhi Hoga Na Kum,
Bhale Kar Le Kitni Bhi Unnati Hum,
Waise To Hai Internet Pe Har Prakaar Ka Gyaan,
Par Ache Bure Ki Nahi Hai Use Pehchaan.