Shayari Dil Se 4 U

Best Love Shayari In Hindi

shayari for cheating lover

Bewafa Shayari 4 Lines – Aapki Yaad Na Aaye, To Hum Bewafa

Aapki Yaad Na Aaye, To Hum Bewafa,
Aap Bulao Aur Na Aaye, To Hum Bewafa,
Hume Marne Ke Liye Zeher Ki Zarurat Nahi,
Ek Bar Nazar Fer Lo, Na Mar Jaye To Hum Bewafa!

Advertisements

Loading...

Bewafai Sher O Shayari – Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya


Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya,
Nahi Jante The Ki Humne Kuch Galat Kiya,
Wo Pyaar Ka Wada Humse Karke Mukar Gaye,
Khair Unki Bewafai Se Kuch To Sabak Liya.

Loading...
Shayari Dil Se 4 U © 2015