Shayari Dil Se 4 U

Best Love Shayari In Hindi

Tag: shayari for biwi

Shayari For Wife – Na Main Tumhey Khona Chahta Hoon

Na Main Tumhey Khona Chahta Hoon,
Na Teri Yaad Mein Rona Chahta Hoon,
Jb Tk Zindgi H Mai Hamesha Sath Rhunga
Bs Yhi Bat Mai Tumse Kehna Chahta HunShayari For Wife – Main Phool Hun Meri Khushbu Tum Ho

Main Phool Hun Meri Khushbu Tum Ho,
Main Dil Hoon Meri Dharkan Tum Ho…!!

Main Jaan Hoon Meri Rooh Tum Ho,
Main Jism Hoon Meri Zindagi Tum Ho…!!

Main Aks Hoon Meri Haqiqat Tum Ho,
Main Saya Hun Meri Surat Tum Ho…!!!

Main Lab Hoon Meri Baat Tum Ho,
Main Tab Hu Mukmal Jab Mere Sath Tum Ho..!!

Kyuki Tum Hi Ho Ab Tum Hi Ho Zindagi Ab Tum Hi Ho.

Shayari Dil Se 4 U © 2015