Shayari Dil Se 4 U

Best Love Shayari In Hindi

shayari for bewafa wife

Bewafa Shayari 4 Lines – Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya

Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya;
Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya;
Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza;
Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya!


Advertisements
loading...

Bewafa Poetry In Hindi – Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila


Advertisements
Loading...

Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har Koi Apny Maqsad Ka Talabgar Mila.

Shayari Dil Se 4 U © 2015