Roz Woh Dhaass Bandhaa Jata Hai Tootay Dil Ki;
Yoon Woh Halaat Ko Behter Nahin Honay Deta!
Dhaass Bandhaa = Giving Hope
Tag: hindi shayari blog
Shayari In Two Lines – Ronay Se Aur Ishq Mein Be-Baak Ho Gaye
Ronay Se Aur Ishq Mein Be-Baak Ho Gaye;
Dhoye Gaye Hum Itney Ke Bass Paak Ho Gaye!
~ Mirza Ghalib
Hindi Two Lines Shayari – Raha Na Dil Mein Woh Bedard Aur Dard Raha
Raha Na Dil Mein Woh Bedard Aur Dard Raha;
Muqeem Kaun Hua Hai, Maqaam Kiss Ka Thaa!
~ Daag Dehlvi
Hindi Two Lines Shayari – Raha Youn Hi Namukkamal, Gham-E-Ishq Ka Fasaana
Raha Youn Hi Namukkamal, Gham-E-Ishq Ka Fasaana;
Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!
Hindi Two Lines Shayari – Nadaan Ho Jo Kehte Ho Ki Kyon Jeete Ho Ghalib
Nadaan Ho Jo Kehte Ho Ki Kyon Jeete Ho Ghalib;
Kismat Mein Hai Marne Kee Tamanna Koi Din Aur!
~ Mirza Ghalib
Hindi Two Lines Shayari – Nelaam Kuchh Iss Tarha Se Huay Bazar-E-Mohabbat Mein
Nelaam Kuchh Iss Tarha Se Huay Bazar-E-Mohabbat Mein;
Boli Lagane Wala Bhi Woh Tha, Jiss Ne Kabhi Jholi Faila Kar Manga Tha Mujhe!
Hindi Two Lines Shayari – Phadfadata Hai Jo Din Raat Mere Seeney Mein
Phadfadata Hai Jo Din Raat Mere Seeney Mein;
Ab Yehi Ek Parindaa Hai Rihaa Karne Ko!
Hindi Two Lines Shayari – Puche Na Zindagi Mein Kisi Ne Bhi Dil Ke Dukh
Puche Na Zindagi Mein Kisi Ne Bhi Dil Ke Dukh;
Ab Shehar Bhar Mein Zikr Meri Khud-Kushi Ka Hai!
Hindi Two Lines Shayari – Muskuraane Ki Aadat Bhi Kitni Mehangi Padi Humein
Muskuraane Ki Aadat Bhi Kitni Mehangi Padi Humein;
Chod Gaya Wo Ye Soch Kar Ki Hum Judai Me Bhi Khush Hain!
Hindi Two Lines Shayari – Na Kar Zidd, Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil
Na Kar Zidd, Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil;
Wo Bade Log Hain, Apne Shaunk Se Yaad Karte Hain!