Shayari Dil Se 4 U

Best Love Shayari In Hindi

Loading...

bewafa shayari update

Bewafa Shayari 4 Lines – Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya

Loading...

Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya,
Khali Hi Sahi Hathon Me Jaam To Aaya,
Main Hoon Bewafa Sabko Bataya Usne,
Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!

Bewafai Sher O Shayari – Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya


Loading...

Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya,
Nahi Jante The Ki Humne Kuch Galat Kiya,
Wo Pyaar Ka Wada Humse Karke Mukar Gaye,
Khair Unki Bewafai Se Kuch To Sabak Liya.


Loading...
Loading...
Shayari Dil Se 4 U © 2015