Tag: bewafa sad sher o shayari

Bewafa Shayri In Hindi – Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila

Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har Koi Apny Maqsad Ka Talabgar Mila.


Bewafa Shayari 2 Lines – Kaam Aa Saki Naa Apni Wafayein To Kya

Kaam Aa Saki Naa Apni Wafayein To Kya Karein;
Us Bewafa Ko Bhool Naa Jayein To Kya Karein!