Shayari Dil Se 4 U

Best Love Shayari In Hindi

Loading...

Shayari For Mother Father

Shayari For Mother Father – Koun Si Hai Wo Cheez Jo Yahan Nahin Milti


Advertisements

Koun Si Hai Wo Cheez Jo Yahan Nahin Milti
Sabh Kuch Mil Jata Hai Lekin Haan Maa Nahin Milti
Maa Baap Aise Hotey Hai Doston Jo Zindagi Mei Nahin Milte
Khush Rakha Karo Unko Phir Dekho Dil Ke Chaman Rooz Khilte.

Shayari For Mother Father – Nind Apni Bhula Ke Sulaya Humko

Nind Apni Bhula Ke Sulaya Humko
Ansu Apne Gira Ke Hasaya Humko
Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko
Khuda Ne Maa – Baap Banaya Jinko

Advertisements

Loading...

loading...
Shayari Dil Se 4 U © 2015